Jo Tum Mere Ho Chords by Anuv Jain

The song is in the key of C# minor, for simplifed chords we used a capo on the 4th fret.

Chords Info

  • Tuning: Standard (E A D G B E)
  • BPM: 94
  • Key: C#m
  • Capo: 4th fret
  • Chords: Am, C, Em, F, G
  • Suggested Strumming: D D UUD DUDU
  • D= Down Stroke, U = Upstroke, N.C= No Chord
[Verse 1]
Am
Hairan hun ki kuch bhi naa
Em
Maangoon kabhi main
F G
Jo tum mere ho
Am
Aisa ho kyun ki lagta hai
Em
Haasil sabhi hai
F G
Jo tum mere ho..

Am Em F C G

[Chorus]
Am Em
Jo tum mere ho
F
Toh main kuch nahi
C G
Maaangoon duniya se
Am Em
Aur tum ho hi nahi
F
Toh main jeena nahi
C G
Chahoon duniya mei



[Verse 2]
Am Em
Aur nazron mei mere
F
Ek jahan hai,
G
Jahan tu aur main ab saath hain
Am Em
Aur wahan koi nahi
F C G
Tu aur main hi, haaye


[Verse 3]
Am Em
Aur aaoge, kaise aaoge
F G
Teri-meri kya yeh raahein yun judi hain?
Am Em
Aur raahon mei bhi jo tum aaye kabhi
F G
Hum toh pyaar se hi mar jaayenge
Am Em
Aur aaoge, aise aaoge
F G
Teri-meri kya yeh raahein yun judi hain?
Am Em
Aur raahon mei hi jo tum aaye nahi
F G
Hum toh phir bhi tumhe hi chahenge

[Chorus]
Am Em
Jo tum mere ho
F
Toh main kuch nahi
G
Maangoon duniya se

Am Em F G


[Bridge]
Am
Puchhe tu
Em
Ki tujhmei main kya dekhta hoon
F
Jab chaaron taraf aaj kitne hi
G
Saare nazaarein hain?
Am
Jaane naa tu
Em
Khud ko yun, naa jaane kyun?
F
Nazron se mere yahan
G
Dekho naa khud ko zara


[Verse 4]

Dekho naa, dekho naa
Am Em
Zulfon se, kaise zulfon se
F
Teri chhupti pyaari-pyaari si
G
Muskaan hai
Am Em
Aur nazrein jhuki aur nazrein uthi
F
Toh main kya hi karoon?
G
Barbaad main
Am Em
Tere honthon ko, tere honthon ko
F
Jinse rakhti mere pyaare-pyaare
G
Naam hain
Am Em
Aur dil ka tere, aur dil ka tere
F G
Ab main kya hi kahoo, kya baat hai!

[Outro]
Am Em
Aur haan, dekho yahaan
F G
Kaise aayi do dilon ki yeh baarat hai
Am Em
Par kya khula aasmaan
F G
Ya phir layi yahan zoron se barsaat hai?
Am Em
Chahe ho chhaye bhi baadal toh
F G
Chahein phir bhi tumhe, kya pata tumko?
Am Em
Maangoon naa kuch aur jo
F G Am
Tum mere ho

Track Info

If you like the work, please write down your experience in the comment section, or if you have any suggestions or corrections, please let us know in the comment section.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

Scroll to Top